Hey everyone, I hope you’re having an incredible day today. Today, I will show you a way to prepare a distinctive dish, papdi chaat. One of my favorites food recipes. This time, I am going to make it a bit tasty. This is gonna smell and look delicious.
Papdi Chaat is one of the most favored of recent trending meals in the world. It is easy, it is fast, it tastes yummy. It’s appreciated by millions every day. They’re nice and they look wonderful. Papdi Chaat is something that I’ve loved my entire life.
To begin with this recipe, we must first prepare a few ingredients. You can have papdi chaat using 11 ingredients and 8 steps. Here is how you cook that.
The ingredients needed to make Papdi Chaat:
- Make ready papdi
- Prepare Hari chutni
- Take Meethi chutni
- Make ready Boil chholay
- Take Boil aalo
- Make ready Baray
- Get Dahi bara masala
- Make ready Slice onions
- Make ready slice tomatoes
- Get Hara dhaniya
- Take Hari Mirchen
Instructions to make Papdi Chaat:
- PAPDI: - - dough: - 2 maida - Half teaspoon ajwaien - Half teaspoon zeera - 1 teaspoon salt - Butter 2 tablespoons bhar kar (jama Hua) ya Ap ghee bhi le sakti hain but ghee ko fridge main rakh kar bilkul thanda kar lain ke wo jamne lage. - Sab cheezen maide main daal kar hath se achi terha mix Karen, butter ko maide main is terha mix Karen butter bilkul nazar na eye (yeh most important step Hai) - Ab pani ki madad se Ata gondh lain, aata sakhat gondhna Hai aur thande pani se gondhna Hai. Half hour rest aaty ko)
- Frying : - - Roti ki jitni thickness pe dough ko bail lain aur kisi bhi round cutter se round shapes main cut kerke fork ki. Madad se soorakh Karen aur halke gram oil main halki anch pe fry Karen. - Anch taiz na ho werna papdi crisp nahi hogi. Last main bas 1 se 2 min ke liye taiz anch pe fry Karen aur paper towel pe nikal kar thanda kerke zip loc bag main store Karen.
- Imli ki MEETHI chutni: - Ingredients : - Imli 100 gram (make pulp) - Gudd 100 gram - Khajoor 4 se 5 (remove the seed) - Kala namak 1/2 teaspoon - Laal mirch powder 1/2 teaspoon - Ginger 1/2 inch piece - Method: - Sab cheezon ko ek pan main daal kar ek cup pani daalen, aur halki anch pe paka lain. Jab required thickness hasil ho jye gas pe se utar se thanda kar lain. Ginger nikal kar phaink dain aur ager Khajoor ka koi piece sabit reh gya hai tu usko bhi nikal dain. - Bottle main daal kar fridge main rakhain.
- HARI CHUTNI: - - Ingredients: - Hara dhaniya 2 cups - Podina 10 to 15 leaves - Hari mirchen 3 se 4 - Lemon juice 2 tablespoons - Salt to taste - Method: - Sab cheezon ko grind kar lain bilkul fine. Chutni tayar hai.
- Special masala: - 1 tablespoon zeera - 1 tablespoon sookha dhaniya - 8 se 10 sabit laal mirchen - 1 teaspoon sabit kali mirchen - In Charon cheezon ko bhoon lain halka sa aur thanda kerke powder Bana lain. - Ab is masale main ek 1 tablespoon chat masala aur 1 teaspoon namak shamil kerke mix kar dain.
- Chholay aur Aalo preparation: - - 1.Chholay simple namak daal kar boil Kar lain. - 2. potatoes peel kerke pani main thoda namak aur orange food colour daal kar boil Kar lain aur cubes main cut kar lain. - 3.chholay aur Aalo main 1 teaspoon salt, 1 tablespoon special masala daalen aur achi terhan mix Kar lain.
- BESAN KE BARAY: - - Ingredients: - Besan 1 cup - Soda 1 pinch - Red chilli powder 1/2 teaspoon - Salt to taste - Method : - Sab cheezon ko mix kerke medium thick batter Bana kar half hour kar liye rakh dain. - Frying pan main big size ke baray fry Karen aur 5 min thanda kerke pani main 15 se 20 min dip kar dain. - - DAHI: - Dahi main thoda sa namak aur cheeni daal kar achi terhan paint kar rakh lain.
- FINAL ASSEMBLING: - - 1.sabse pahle dish main baray rakhain. - - 2.ab is pe dahi pour Karen thoda. - - 3. Chholay Aalo ka mixture add Karen. - - 4.again thoda dahi daalen aur khhati aur meethi dono chutniyan daalen apni pasand ke mutabiq. - - 5.ab pyaz, timater, hara dhaniya daalen. (timater aur pyaz bohut hi thinly sliced hone chahiye) - - 6.again thoda special masala sprinkle Karen aur aur papdi crush kerke daal dain. - - Mazedaar chaat ready hai.
So that is going to wrap it up with this exceptional food papdi chaat recipe. Thanks so much for your time. I’m confident that you will make this at home. There is gonna be interesting food in home recipes coming up. Don’t forget to bookmark this page in your browser, and share it to your family, friends and colleague. Thank you for reading. Go on get cooking!